SEARCH RESULTS
Showing search results for "jafaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jafaa"
Ghazal
kii mire qatl ke baa'd us ne jafaa se tauba
haa.e us zuud-pashemaa.n kaa pashemaa.n honaa
Mirza Ghalib
Sher
ulfat me.n baraabar hai vafaa ho ki jafaa ho
har baat me.n lazzat hai agar dil me.n mazaa ho
Ameer Minai
Ghazal
ab jafaa se bhii hai.n mahruum ham allaah allaah
is qadar dushman-e-arbaab-e-vafaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "jafaa"
Sher
kii mire qatl ke baa'd us ne jafaa se tauba
haa.e us zuud-pashiimaa.n kaa pashiimaa.n honaa
Mirza Ghalib
Sher
jafaa ke zikr pe tum kyuu.n sambhal ke baiTh ga.e
tumhaarii baat nahii.n baat hai zamaane kii
Majrooh Sultanpuri
Sher
Muztar Khairabadi
Ghazal
KHaamosh ho kyuu.n daad-e-jafaa kyuu.n nahii.n dete
bismil ho to qaatil ko du.aa kyuu.n nahii.n dete
Ahmad Faraz
Nazm
dua
jin ke sar muntazir-e-teG-e-jafaa hai.n un ko
dast-e-qaatil ko jhaTak dene kii taufiiq mile