SEARCH RESULTS
Showing search results for "jfd"
Ghazal MATCHES FOR "jfd"
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
zaahid ye zohd-o-taqvaa-o-parhez kii ravish
mai.n KHuub jaantaa huu.n mujhe maar diijiye
Ahmad Farhad
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
kyaa zohd ko maanuu.n ki na ho garche riyaa.ii
paadaash-e-amal kii tama-e-KHaam bahut hai
Mirza Ghalib
Ghazal
jitnii bhii mai-kade me.n hai saaqii pilaa de aaj
ham tishna-kaam zohd ke sahraa se aa.e hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
ai zohd-e-KHushk terii hidaayat ke vaaste
sauGaat-e-ishq laa.e hai.n kuu-e-butaa.n se ham
Hasrat Mohani
Ghazal
Guruur-e-zohd ne sikhlaa diyaa hai vaa'iz ko
ki bandagaan-e-KHudaa par zabaa.n daraaz kare
Allama Iqbal
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
ne ishq ke qaabil hai.n ne zohd ke darKHur hai.n
ai 'mus.hafii' ab ham se kuchh kaam nahii.n hotaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
pahu.nchaa.ii kis ne daavat-e-mai ahl-e-zohd ko
shaayad tirii nazar ke ishaare chale ga.e
Shakeel Badayuni
Ghazal
Hayat Amrohvi
Ghazal
hai ab bhii vaqt zaahid tarmiim-e-zuhd kar le
suu-e-haram chalaa hai amboh-e-baada-KHvaaraa.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tujh ko Guruur-e-zohd hai sharm-e-gunah mujhe
zaahid kise KHabar ki KHudaa ko ho kyaa pasand
Bekhud Dehlvi
Ghazal
kabhii to sulh bhii ho jaa.e zohd o mastii me.n
ilaahii shaiKH bhii mai-KHvaar ho muGaa.n kii tarah
Dagh Dehlvi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
zohd gardiidan hai gard-e-KHaana-haa-e-mun.imaa.n
daana-e-tasbiih se mai.n mohra-dar-shashdar hu.aa