SEARCH RESULTS
Showing search results for "jhapaknaa"
Ghazal MATCHES FOR "jhapaknaa"
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
mujhe to aa.nkh jhapaknaa bhii thaa giraa.n lekin
dil o nazar kii tasavvur-shiaariyaa.n bhii ga.ii.n
Kishwar Naheed
Ghazal
haa.e vo mahviyat-e-diid kaa aalam jis vaqt
apnii palko.n kaa jhapaknaa bhii sitam hotaa hai
Shamim Karhani
Ghazal
Aslam Kolsarii
Ghazal
Mani Jayasi
Ghazal
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
dil raasta taktaa hai bahut der se us kaa
ai dha.Dkano tum aa.nkho.n ko hargiz na jhapaknaa
Sabaa Chhabbi S S
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
jhapak rahii hai.n zamaan o makaa.n kii bhii aa.nkhe.n
magar hai qaafila aamaada-e-safar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ik pal kii palak par hai Thahrii hu.ii ye duniyaa
ik pal ke jhapakne tak har khel suhaanaa hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ab sub.h o shaam shaayad girye pe rang aave
rahtaa hai kuchh jhamaktaa KHuunaab chashm-e-tar me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
aa.nkh se na haTnaa tum aa.nkh ke jhapakne tak
aa.nkh ke jhapakne me.n der kuchh to lagtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
sub.h kii tarah jhamaktaa hai shab-e-Gam kaa ufuq
'faiz' taabindagii-e-diida-e-tar to dekho
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
bhare hai.n raat ke reze kuchh aise aa.nkho.n me.n
ujaalaa ho to ham aa.nkhe.n jhapakte rahte hai.n
Gulzar
Ghazal
vo baat chhe.D jis me.n jhalaktaa ho sab kaa Gam
yaade.n kisii kii tujh ko sataa.e.n kisii ko kyaa