SEARCH RESULTS
Showing search results for "jhapaknaa"
Nazm MATCHES FOR "jhapaknaa"
Nazm
didani
merii palko.n ko mat dekho
in kaa uThnaa in kaa jhapaknaa jism kaa naa-mahsuus amal hai
Mustafa Zaidi
Nazm
jugnu
ufuq pe Duubte din kii jhapaktii hai.n aa.nkhe.n
KHamosh soz-e-daruu.n se sulag rahii hai ye shaam!
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hinDola
kisii kaa jhaa.nknaa aahista phuuTtii pau se
vo dopahar kaa samay darja-e-tapish kaa cha.Dhaav
Firaq Gorakhpuri
Nazm
nura
na jaagii hu.ii sii na so.ii hu.ii sii
jhapaktii hu.ii baar baar us kii palke.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
barsat ki bahaaren
kyaa kyaa machii hai.n yaaro barsaat kii bahaare.n
ko.ii apne aashnaa se kar naaz kaa jhapaTTaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
wo hansti hai to uske hath rote hain
'faiz' kii nazme.n sunaatii hai
to is ke haath se puure badan kaa dukh jhalaktaa hai
Abbas Tabish
Nazm
parchhaiyan
vo shoKH ishaare ki rabbaaniyat bhii jaa.e jhapak
jamaal sar se qadam tak tamaam sho.ala hai
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aadhi raat
ik ek kar ke fasurda charaaGo.n kii palke.n
jhapak ga.ii.n jo khulii hai.n jhapakne vaalii hai.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
lamhon ki parastar
umr bhar mai.n na jhapaktaa kabhii apnii aa.nhke.n
mere zaanuu.n pe vo sar rakh ke hamesha sotii
Qateel Shifai
Nazm
sher aur KHargosh
vahii.n pe chhupaa hai vo kaayer huzuur
palak ke jhapakne me.n pahu.nche ku.e.n pe
Gulzar
Nazm
husn aur mazduri
us jabii.n par aur pasiina ho jhalakne ke liye
jo jabiin-e-naaz ho afshaa.n chhi.Dakne ke liye
Josh Malihabadi
Nazm
un ka jashn-e-sal-girah
lahre.n sii vo letaa hu.aa ik phuul kaa sehraa
sehre me.n jhamaktaa hu.aa ik chaa.nd saa chehraa