SEARCH RESULTS
Showing search results for "khazaana"
Ghazal MATCHES FOR "khazaana"
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
isii galii me.n vo bhuukaa faqiir rahtaa thaa
talaash kiije KHazaana yahii.n se niklegaa
Rahat Indori
Ghazal
zer-e-zamii.n se aataa hai jo gul so zar-ba-kaf
qaaruu.n ne raaste me.n luTaayaa KHazaana kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
mai.n ne rote hu.e dekhaa hai alii baabaa ko
baaz auqaat KHazaana bhii buraa lagtaa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ek jaziira us ke aage piichhe saat samundar
saat samundar paar sunaa hai ek KHazaana hai
Iftikhar Arif
Ghazal
ashk piine ke liye KHaak u.Daane ke liye
ab mire paas KHazaana hai luTaane ke liye
Shakeel Jamali
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
chappe chappe pe hai.n yaa.n gauhar-e-yaktaa tah-e-KHaak
dafn hogaa kahii.n itnaa na KHazaana hargiz
Altaf Hussain Hali
Ghazal
Saqi Faruqi
Ghazal
chho.D aayaa huu.n havaa.o.n kii nigahbaanii me.n
vo samundar vo jaziira vo KHazaana mire dost
Faisal Ajmi
Ghazal
vo jo ma.asuum saa shaa'ir hai 'mubaarak' 'ahmad'
us kaa duniyaa me.n faqat tuu hai KHazaana aanaa
Mubarik Siddiqi
Ghazal
KHazaana tum na paa.e to Gariib jaise ho ga.e
palak pe ab ko.ii bhii motii jhilmilaa nahii.n rahaa
Javed Akhtar
Ghazal
daulat nahii.n kaam aatii jo taqdiir burii ho
qaaruun ko bhii apnaa KHazaanaa nahii.n miltaa