SEARCH RESULTS
Showing search results for "kohsaar"
Ghazal MATCHES FOR "kohsaar"
Ghazal
jaa ke kohsaar se sar maaro ki aavaaz to ho
KHasta diivaaro.n se maathaa nahii.n pho.Daa karte
Gulzar
Ghazal
uj.De pa.De hai.n dasht Gazaalo.n pe kyaa banii
suune hai.n kohsaar divaane kidhar ga.e
Akhtar Shirani
Ghazal
abr-e-naisaa.n ye tunuk-baKHshii-e-shabnam kab tak
mere kohsaar ke laale hai.n tahii-jaam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
Thokar se meraa paa.nv to zaKHmii hu.aa zaruur
raste me.n jo kha.Daa thaa vo kohsaar haT gayaa
Shakeb Jalali
Ghazal
vaadii o kohsaar me.n rotaa huu.n Daa.Dhe.n maar maar
dilbaraan-e-shahr ne mujh ko sataayaa hai bahut
Meer Taqi Meer
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
aurat huu.n magar suurat-e-kohsaar kha.Dii huu.n
ik sach ke tahaffuz ke liye sab se la.Dii huu.n
Farhat Zahid
Ghazal
bahut 'aziiz hai mujh ko ye KHaak-daa.n meraa
ye kohsaar ye qulzum ye dasht ye daldal
Ahmad Faraz
Ghazal
in pattharo.n ke saa.e me.n ruknaa fuzuul hai
be-barg-o-be-samar hai.n ye kohsaar dekhnaa
Imtiyaz Saghar
Ghazal
daaG-e-atfaal hai diivaana ba-kohsaar hunuuz
KHalvat-e-sa.ng me.n hai naala talab-gaar hunuuz
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ye masaa.il-e-tasavvuf ye tiraa bayaan 'Gaalib'
tujhe ham valii samajhte jo na baada-KHvaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
tasviir-e-gard ban gayaa 'akbar' chaman tamaam
kaise Gubaar vaadii-e-kohsaar se uThe
Akbar Hyderabadi
Ghazal
na baam-o-dasht na dariyaa na kohsaar mile
junuu.n kii raah thii haalaat saazgaar mile