SEARCH RESULTS
Showing search results for "kohsaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kohsaar"
Nazm
jawab-e-shikwa
vo zamaane me.n mu.azziz the musalmaa.n ho kar
aur tum KHvaar hu.e taarik-e-qur.aa.n ho kar
Allama Iqbal
Ghazal
jaa ke kohsaar se sar maaro ki aavaaz to ho
KHasta diivaaro.n se maathaa nahii.n pho.Daa karte
Gulzar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kohsaar"
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
fitna-e-fardaa kii haibat kaa ye aalam hai ki aaj
kaa.npte hai.n kohsaar-o-murG-zaar-o-juu.ebaar
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
millat-e-ruumii-nizhaad kohna-parastii se piir
lazzat-e-tajdiida se vo bhii hu.ii phir javaa.n
Allama Iqbal
Ghazal
uj.De pa.De hai.n dasht Gazaalo.n pe kyaa banii
suune hai.n kohsaar divaane kidhar ga.e
Akhtar Shirani
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
KHuftagaan-e-laala-zaar o kohsaar o ruud baar
hote hai.n aaKHir uruus-e-zindagii se ham-kanaar
Allama Iqbal
Ghazal
abr-e-naisaa.n ye tunuk-baKHshii-e-shabnam kab tak
mere kohsaar ke laale hai.n tahii-jaam abhii
Allama Iqbal
Nazm
mirza ghaalib
mahfil-e-hastii tirii barbat se hai sarmaaya-daar
jis tarah naddii ke naGmo.n se sukuut-e-kohsaar