SEARCH RESULTS
Showing search results for "mulkii"
Ghazal MATCHES FOR "mulkii"
Ghazal
is so.ndhii miTTiyo.n ne diyaa rang o zaa.iqa
hiiro.n se ba.Dh ke aab me.n mulkii anaaj hai
Hasan Naim
Ghazal
Gair-mulkii hai.n yahaa.n par ham-vatan mai.n ajnabii
bech dii pahchaan apnii ham ne paiso.n ke liye
Zafar Awan
Ghazal
saffaak zehniyat ko milaa jab se eqtidaar
amn-o-sukuu.n kii mulk se bohtaat bhii ga.ii
Faizan Asad
Ghazal
Shamsa Najm
Ghazal
Bismil Azimabadi
Ghazal
kis qaum ke dil me.n nahii.n jazbaat-e-baraahiim
kis mulk pe namruud hukuumat nahii.n kartaa
Qateel Shifai
Ghazal
tabl-o-alam hii paas hai apne na mulk o maal
ham se KHilaaf ho ke karegaa zamaana kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
ek buu.Dhaa aadmii hai mulk me.n yaa yuu.n kaho
is a.ndherii koTharii me.n ek raushan-daan hai
Dushyant Kumar
Ghazal
mai.n bahut kamzor thaa is mulk me.n hijrat ke ba.ad
par mujhe is mulk me.n kamzor-tar us ne kiyaa
Muneer Niyazi
Ghazal
ai piir-e-KHirad-mandaa.n dil kii bhii zaruurat hai
ye shahr-e-Gazaalaa.n hai ye mulk-e-javaanii hai
Bashir Badr
Ghazal
mirii Gazal kii tarah us kii bhii hukuumat hai
tamaam mulk me.n vo sab se KHuub-suurat hai
Bashir Badr
Ghazal
mirii qasam hai tumhe.n rahravaan-e-mulk-e-adam
KHudaa ke vaaste tum bhuulnaa na jaa ke mujhe
Bismil Azimabadi
Ghazal
ve suurate.n ilaahii kis mulk bastiyaa.n hai.n
ab dekhne ko jin ke aa.nkhe.n tarastiyaa.n hai.n
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
haTtaa nahii.n tasavvur-e-asbaab-o-mulk-o-maal
kaano.n me.n baj rahii hai vo shahnaa-e-lucknow
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
jab chashm-e-siyah terii thii chhaa.ii hu.ii dil par
is mulk kaa har KHitta taataar nazar aayaa