SEARCH RESULTS
Showing search results for "naazaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "naazaa.n"
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
naazaa.n na ho KHirad pe jo honaa hai ho vahii
daanish tirii na kuchh mirii daanish-varii chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
ham apne raaz pe naazaa.n the sharmsaar na the
har ek se suKHan-e-raaz-daar karte rahe
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
hai.n ahl-e-KHirad kis ravish-e-KHaas pe naazaa.n
paabastagi-e-rasm-o-raah-e-aam bahut hai
Mirza Ghalib
Ghazal
kyaa zid hai mire saath KHudaa jaane vagarna
kaafii hai tasallii ko mirii ek nazar bhii
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Shoaib Bin Aziz
Ghazal
tuu apne 'arsh pe shaadaa.n hai so KHushii terii
mai.n apne farsh pe naazaa.n huu.n ai nigaar-e-azal
Ahmad Faraz
Ghazal
ham taaza shahiido.n ko na aa dekhne naazaa.n
daaman kii tirii zah kahii.n lohuu me.n na bhar jaa.e
Meer Taqi Meer
Ghazal
ishva-o-Gamza-o-andaaz-o-adaa par naazaa.n
apne pindaar-e-javaanii kii parastaar aa.nkhe.n
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Abbas Qamar
Ghazal
naazaa.n na ho mun.im ki jahaa.n teraa mahal hai
hovegii yahaa.n pahle bhii ta.amiir kisii kii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
vo apnii hii KHuubii pe rahtaa hai naazaa.n
maro yaa jiyo ko.ii us kii balaa se