SEARCH RESULTS
Showing search results for "nazr"
Ghazal MATCHES FOR "nazr"
Ghazal
phir chaahtaa huu.n naama-e-dildaar kholnaa
jaa.n nazr-e-dil-farebi-e-unvaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
miltii hai KHuu-e-yaar se naar iltihaab me.n
kaafir huu.n gar na miltii ho raahat azaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
gu.ndhvaa ke dil ko laa.e hai.n phuulo.n ke haar me.n
ye haar un ko nazr kare.nge bahaar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
ye sab paanii kii KHaalii botale.n hai.n
jinhe.n ham nazr-e-aatish kar rahe hai.n
Fahmi Badayuni
Ghazal
aur kyaa nazr karuu.n ai Gam-e-dildaar-e-faraaz
zindagii jo Gam-e-duniyaa se bachaa.ii le le
Ahmad Faraz
Ghazal
du.aa karo ki ko.ii pyaas nazr-e-jaam na ho
vo zindagii hii nahii.n hai jo naa-tamaam na ho
Waseem Barelvi
Ghazal
ho gayaa apne pa.Dosii kaa pa.Dosii dushman
aadamiyyat bhii yahaa.n nazr-e-fasaadaat hu.ii
Manzar Bhopali
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
khel ye hai ki kise kaun sivaa chaahtaa hai
jiit jaa.oge to jaa.n nazr guzaare.nge tumhe.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
Mahshar Badayuni
Ghazal
'Gaalib' gar is safar me.n mujhe saath le chale.n
haj kaa savaab nazr karuu.ngaa huzuur kii
Mirza Ghalib
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
phir ko.ii kam-baKHt kashtii nazr-e-tuufaa.n ho ga.ii
varna saahil par udaasii is qadar hotii nahii.n
Qabil Ajmeri
Ghazal
vo dil ki jis pe qiimat-e-kaunain thii nisaar
nazr-e-nigaah-e-yaar kiyaa haa.e kyaa kiyaa