SEARCH RESULTS
Showing search results for "pa.dne"
Ghazal MATCHES FOR "pa.dne"
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
nii.nd par jaal se pa.Dne lage aavaazo.n ke
aur phir hone lagii terii sadaa aahista
Parveen Shakir
Ghazal
umr-bhar jin kii vafaa.o.n pe bharosa kiije
vaqt pa.Dne pe vahii log badal jaate hai.n
Wali Aasi
Ghazal
us kii ik baar nazar pa.Dne pe maGruur na ban
log baazaar me.n kitno.n kii taraf dekhte hai.n
Aaquib Shaad
Ghazal
aaj KHuu.n ho ke Tapak pa.Dne ke nazdiik hai dil
nok-e-nashtar ho to haa.n qaabil-e-tahriik hai dil
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
pa.Dne lage jo zor havas kaa to kyaa nigaah
har zaaviye se jism nikaltaa dikhaa.ii de
Bimal Krishn Ashk
Ghazal
nigaah pa.Dne na paa.e yatiim bachcho.n kii
zaraa chhupaa ke khilaune dukaan me.n rakhnaa
Mahboob Zafar
Ghazal
tire paa.nv pa.Dne se inkaar kar duu.n
mai.n itnaa to KHud-sar nahii.n ho gayaa huu.n
Zafar Iqbal
Ghazal
jo pa.Dne lagii thii bahut merii qiimat
huu.n sharminda aur raa.egaa.n ho gayaa huu.n
Zafar Iqbal
Ghazal
Tarkash Pradeep
Ghazal
zaruur phir ko.ii uftaad pa.Dne vaalii hai
ki ye zamiin bahut ta.ng lag rahii hai mujhe
Shahryar
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
us se rishta hii hamaaraa hai jhaga.Dne vaalaa
aur ye aap ke palle nahii.n pa.Dne vaalaa
Zaheen Lakhnawi
Ghazal
narm-o-naazuk thaa 'karaamat' tire shero.n kaa mizaaj
vaqt pa.Dne pe magar sho.ala-bayaanii likkhii