SEARCH RESULTS
Showing search results for "pahle"
Ghazal MATCHES FOR "pahle"
Ghazal
pahle se maraasim na sahii phir bhii kabhii to
rasm-o-rah-e-duniyaa hii nibhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
baa-hazaaraa.n iztiraab o sad-hazaaraa.n ishtiyaaq
tujh se vo pahle-pahal dil kaa lagaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
qaid-e-hayaat o band-e-Gam asl me.n dono.n ek hai.n
maut se pahle aadmii Gam se najaat paa.e kyuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ghar sajaane kaa tasavvur to bahut baa'd kaa hai
pahle ye tai ho ki is ghar ko bachaa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
pahu.nche.nge rahguzar-e-yaar talak kyuu.n kar ham
pahle jab tak na do aalam se guzar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
bahut pahle se un qadmo.n kii aahaT jaan lete hai.n
tujhe ai zindagii ham duur se pahchaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Meeraji
Ghazal
Saba Akbarabadi
Ghazal
ham se pahle bhii musaafir ka.ii guzre ho.nge
kam se kam raah ke patthar to haTaate jaate
Rahat Indori
Ghazal
aaj Gaflat bhii un aa.nkho.n me.n hai pahle se sivaa
aaj hii KHaatir-e-biimaar shakebaa bhii nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
pahle har chiiz thii apnii magar ab lagtaa hai
apne hii ghar me.n kisii duusre ghar ke ham hai.n