SEARCH RESULTS
Showing search results for "rove"
Ghazal MATCHES FOR "rove"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
zer-e-falak bhalaa to rove hai aap ko 'miir'
kis kis tarah kaa aalam yaa.n KHaak ho gayaa hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
Wali Uzlat
Ghazal
din raat tire kuuche me.n rove hai hamesha
aashiq ke ye hai mansab o jaagiir kaa naqsha
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kar ke he he ai nam-e-ashk tuu rove mujh ko
aaj agar sail me.n KHuu.n ke na Dubove mujh ko
Qayem Chaandpuri
Ghazal
jaam de saaqii nau 'uzlat' ko ki jaatii hai bahaar
rove hai fasl-e-gul-o-abr-e-bahaaraa.n mujh ko
Wali Uzlat
Ghazal
kabhuu guzraa thaa ko.ii aabla-paa dekh vafaa
rove ab lag hai lahuu KHaar-e-bayaabaa.n meraa
Wali Uzlat
Ghazal
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
iimaa.n mujhe roke hai jo khii.nche hai mujhe kufr
ka.aba mire piichhe hai kaliisaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
ham ishq ke maaro.n kaa itnaa hii fasaanaa hai
rone ko nahii.n ko.ii ha.nsne ko zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
mujh ko rone kaa saliiqa bhii nahii.n hai shaayad
log ha.nste hai.n mujhe dekh ke aate jaate
Rahat Indori
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ishq me.n Gairat-e-jazbaat ne rone na diyaa
varna kyaa baat thii kis baat ne rone na diyaa