SEARCH RESULTS
Showing search results for "rut"
Ghazal MATCHES FOR "rut"
Ghazal
ham ki ruuThii hu.ii rut ko bhii manaa lete the
ham ne dekhaa hii na thaa mausam-e-hijraa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
mujh pe chhaa jaa.e vo barsaat kii KHushbuu kii tarah
a.ng a.ng apnaa isii rut me.n mahaktaa dekhuu.n
Parveen Shakir
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
Mubarik Siddiqi
Ghazal
fazaa udaas hai rut muzmahil hai mai.n chup huu.n
jo ho sake to chalaa aa kisii kii KHaatir tuu
Ahmad Faraz
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
phir saavan rut kii pavan chalii tum yaad aa.e
phir patto.n kii paazeb bajii tum yaad aa.e
Nasir Kazmi
Ghazal
sisaktii rut ko mahaktaa gulaab kar duu.ngaa
mai.n is bahaar me.n sab kaa hisaab kar duu.ngaa
Rahat Indori
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
laa.ii hai ab u.Daa ke ga.e mausamo.n kii baas
barkhaa kii rut kaa qahr hai aur ham hai.n dosto
Muneer Niyazi
Ghazal
chaa.ndnii raat me.n phuulo.n kii suhaanii rut me.n
jab kabhii sair ko nikloge to yaad aa.uu.ngaa
Rajendra Nath Rahbar
Ghazal
mausam-e-zard me.n ik dil ko bachaa.uu.n kaise
aisii rut me.n to ghane pe.D bhii jha.D jaate hai.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
kuchh log KHayaalo.n se chale jaa.e.n to so.e.n
biite hu.e din raat na yaad aa.e.n to so.e.n