SEARCH RESULTS
Showing search results for "rut"
Nazm MATCHES FOR "rut"
Nazm
aurat
zahr hii zahr hai duniyaa kii havaa tere liye
rut badal Daal agar phuulnaa phalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
KHwabon ke byopari
aur bhuul ga.e pichhlii rut me.n
kyaa khoyaa thaa kyaa paayaa thaa
Ahmad Faraz
Nazm
parchhaiyan
javaan raat ke siine pe duudhiyaa aa.nchal
machal rahaa hai kisii KHvaab-e-marmarii.n kii tarah
Sahir Ludhianvi
Nazm
ye fasl umidon ki hamdam
phir miTTii sii.ncho ashko.n se
phir aglii rut kii fikr karo
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
rang hai dil ka mere
ab jo aa.e ho to Thahro ki ko.ii rang ko.ii rut ko.ii shai
ek jagah par Thahre
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
gham na kar, gham na kar
abr khul jaa.egaa, raat Dhal jaa.egii
Gam na kar, Gam na kar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai ishq kahin le chal
vo tiir ho saagar kii rut chhaa.ii ho phaagun kii
phuulo.n se mahaktii ho purvaa.ii ghane ban kii
Akhtar Shirani
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
kab ek hii rut rahii hamesha
ye zulm kii fasl bhii kaTegii
Ahmad Faraz
Nazm
barsat ki bahaaren
sab raT rahe hai.n tujh ko kyaa pa.nkh kyaa pakheruu
kyaa kyaa machii hai.n yaaro barsaat kii maare.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
eid
magar ruko zaraa Thahro ye siskiyaa.n kaisii
KHushii ki rut me.n dukho.n kii ye badliyaa.n kaisii
Shifa Kajgavnwi
Nazm
haqiqat
na barkhaa-rut kii siyaah raato.n me.n
raasta bhuul kar bhaTaktii hu.ii sajal naariyo.n ke jhurmuT
Muneer Niyazi
Nazm
ai dil-e-be-KHabar
KHvaab thaa aa.nkh khulte hii ojhal hu.aa
pe.D thaa rut badalte hu.aa be-samar
Amjad Islam Amjad
Nazm
munajat-e-bewa
din hai bhayaanak aur raat Daraanii
yuu.n guzrii saarii ye javaanii
Altaf Hussain Hali
Nazm
tum yaad mujhe aa jate ho
tum yaad mujhe aa jaate ho
jab barkhaa kii rut aatii hai jab kaalii ghaTaa.e.n uThtii hai.n
Behzad Lakhnavi
Nazm
barkha-rut
the sher pa.De kachhaar me.n sust
gha.Diyaal the ruud-baar me.n sust
Altaf Hussain Hali
Nazm
walid sahab ki yaad mein
jaltii, taptii, bhuntii aur sulagtii rut me.n
is ke niiche
Rashid Jamaal Farooqi
Nazm
chopin ka naghma bajta hai
'chopin' kaa naGma bajtaa hai
phir phuulo.n kii rut lauT aa.ii