SEARCH RESULTS
Showing search results for "sarvat"
Ghazal MATCHES FOR "sarvat"
Ghazal
mai.n ek film banaa.uu.ngaa apne 'sarvat' par
aur is me.n rail kii paTrii nahii.n banaa.uu.ngaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
achchhaa saa ko.ii sapnaa dekho aur mujhe dekho
jaago to aa.iina dekho aur mujhe dekho
Sarvat Husain
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
lab khole parii-zaad ne aahista se 'sarvat'
jo.n guftuguu kartaa hai sitaare se sitaaraa
Sarvat Husain
Ghazal
maut ke darinde me.n ik kashish to hai 'sarvat'
log kuchh bhii kahte ho.n KHud-kushii ke baare me.n
Sarvat Husain
Ghazal
shaam thii aur shafaq phuuT rahii thii 'sarvat'
ek raqqaasa kii jaltii hu.ii peshaanii se
Sarvat Husain
Ghazal
'sarvat' tum apne logo.n se yuu.n milte ho
jaise un logo.n se milnaa phir nahii.n hogaa
Sarvat Husain
Ghazal
kis par poshiida aur kis pe ayaa.n honaa thaa
kaun huu.n mai.n mujh ko is vaqt kahaa.n honaa thaa
Sarvat Husain
Ghazal
kitnaa pur-shor hai jismo.n kaa a.ndheraa 'sarvat'
guftuguu KHatm hu.ii jaatii hai jaulaanii me.n
Sarvat Husain
Ghazal
le aa.egaa ik roz gul o barg bhii 'sarvat'
baaraa.n kaa musalsal KHas-o-KHaashaak pe honaa
Sarvat Husain
Ghazal
Sarvat Husain
Ghazal
lahr-lahr aavaargiyo.n ke saath rahaa
baadal thaa aur jal-pariyo.n ke saath rahaa