SEARCH RESULTS
Showing search results for "shahr-e-ishq"
Ghazal MATCHES FOR "shahr-e-ishq"
Ghazal
Iffat abbas
Ghazal
ai mere shahr-e-ishq tiraa kaisaa baKHt hai
mai.n jis ko dekhtaa huu.n vahii laKHt laKHt hai
Ehsaan Ghaman
Ghazal
tuu kamsin aur ye hangaama-haa-e-shahr-e-ishq
KHudaa kare ki tujhe raas aa.e shahr-e-ishq
Ismail Raaz
Ghazal
do ashk jaane kis liye palko.n pe aa kar Tik ga.e
altaaf kii baarish tirii ikraam kaa dariyaa tiraa
Ibn e Insha
Ghazal
chal diye uTh ke suu-e-shahr-e-vafaa kuu-e-habiib
puuchh lenaa thaa kisii KHaak-basar se pahle
Ibn e Insha
Ghazal
do bol dil ke hai.n jo har ik dil ko chhuu sake.n
ai 'ashk' varna sher hai.n kyaa shaa.irii hai kyaa
Ibrahim Ashk
Ghazal
ye bazm-e-yaar hai qurbaan jaa.iye is par
sunaa hai 'ashk' yahaa.n dil sabhii javaa.n ho.nge
Ibrahim Ashk
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
is shahr-e-KHaraabii me.n Gam-e-ishq ke maare
zinda hai.n yahii baat ba.Dii baat hai pyaare
Habib Jalib
Ghazal
kuchh is adaa se aa ke milaa ham se 'ashk' vo
aa.nkho.n me.n jazb ho ke saraapaa hii rah gayaa
Ibrahim Ashk
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
tamaam shahr ke chehro.n ko pa.Dhne niklaa huu.n
ai mere dost mire haath me.n kitaab na de
Ibrahim Ashk
Ghazal
arz-e-niyaaz-e-shauq se thaa be-niyaaz dil
mulk-e-havas me.n 'ashk' akelaa hii mast thaa
Ibrahim Ashk
Ghazal
mohabbato.n kii tasallii bahut zaruurii hai
sitam ke shahr me.n ik yaar-e-mehrbaa.n dekho
Ibrahim Ashk
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
bahut se ishq kii raaho.n me.n pul-siraat aa.e
tumhaaraa naam liyaa aur guzar ga.e ham bhii