SEARCH RESULTS
Showing search results for "tasalsul"
Ghazal MATCHES FOR "tasalsul"
Ghazal
jin se afsaana-e-hastii me.n tasalsul thaa kabhii
un mohabbat kii rivaayaat ne dam to.D diyaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
jaag ai mire ham-saaya KHvaabo.n ke tasalsul se
diivaar se aa.ngan me.n ab dhuup utar aa.ii
Muzaffar Razmi
Ghazal
ye jalvo.n kii taabaaniyo.n kaa tasalsul
ye zauq-e-nazar kaa davaam allaah allaah
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
Pirzada Qasim
Ghazal
ye laGzisho.n kaa tasalsul ye maazarat paiham
ye marhale to Galat-fahmiyaa.n ba.Dhaate hai.n
Muzaffar Razmi
Ghazal
Muzaffar Razmi
Ghazal
nashaat-angez shaamo.n kaa tasalsul is tarah TuuTaa
ki gahrii nii.nd se yak-dam ko.ii bedaar ho jaa.e
Ahmad Adil
Ghazal
vahii tasalsul-e-auqaat to.D degaa ki jo
dar-e-ufuq pe shab-o-roz ko milaataa hai
Saleem Kausar
Ghazal
sozish-e-dil se tasalsul hai vahii aaho.n kaa
uud ke jalne se mujmir me.n dhu.aa.n hai ki jo thaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
bas ek raaz-e-tasalsul bas ik tasalsul-e-raaz
kahaa.n pahu.nch ke hu.ii KHatm bahs-e-zaat-o-sifaat
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mai.n TuuTne detaa nahii.n ra.ngo.n kaa tasalsul
zaKHmo.n ko haraa kartaa huu.n bhar jaane ke Dar se
Hasan Aziz
Ghazal
shauq kahtaa hai ki sajdo.n me.n tasalsul chaahiye
dil ye kahtaa hai ki jazb-e-sa.ng-e-dar ho jaa.iye
Saba Akbarabadi
Ghazal
bas ek hii mausam kaa tasalsul hai ye duniyaa
kyaa hijr-zada KHvaab-e-javaanii se nikalte