SEARCH RESULTS
Showing search results for ",UJE"
Nazm MATCHES FOR ",uje"
Nazm
jawab-e-shikwa
aalim-e-kaif hai daanaa-e-rumuuz-e-kam hai
haa.n magar ijz ke asraar se naa-mahram hai
Allama Iqbal
Nazm
hamesha der kar deta hun
use aavaaz denii ho use vaapas bulaanaa ho
hamesha der kar detaa huu.n mai.n
Muneer Niyazi
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
ra.ng-e-zamaana aaj kaa dekhaa
ruKH corzon mahraaj kaa dekhaa
Akbar Allahabadi
Nazm
KHak-e-hind
tere jabii.n se nuur-e-husn-e-azal ayaa.n hai
allaah-re zeb-o-ziinat kyaa auj-e-izz-o-shaa.n hai
Chakbast Braj Narayan
Nazm
Sar-guzisht-e-adam
rahii haqiiqat-e-aalam kii justujuu mujh ko
dikhaayaa auj-e-KHayaal-e-falak-nashii.n mai.n ne
Allama Iqbal
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
kaam ishq ke aa.De aataa rahaa
aur ishq se kaam ulajhtaa rahaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
meri shaeri
na bhuulii use bhii mirii fikr-e-aalii
mirii shaa.erii KHaarzaaro.n kii duniyaa
Hafeez Jalandhari
Nazm
ek shaera ki shadi par
sohbat-e-Gair se ghabraatii thii tanhaa.ii tirii
aa.ii.ne se bhii to sharmaatii thii tanhaa.ii tirii
Akhtar Shirani
Nazm
restaurant
kitnii sanjiida baiThii hai ye ahbaab kii Tolii
kitne auj-e-balaaGat par hai KHaamoshii kii bolii
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
dawat-e-inqilab
kyuu.n TimTimaa.e kirmak-e-shab-taab kii tarah
ban saktaa hai tuu auj-e-falak par agar shahaab
Syed Wahidudeen Salim
Nazm
KHak-e-hind
uftaadgii me.n bhii to ham-auj-e-aasmaa.n hai
''ai KHaak-e-hind terii azmat me.n kyaa gumaa.n hai''
Tilok Chand Mahroom
Nazm
ek sitara aadarsh ka
vo auj-e-baam
sarsarii us se guzar jaane me.n pinhaa.n aafiyat