SEARCH RESULTS
Showing search results for "قید"
Nazm MATCHES FOR "قید"
Nazm
shikwa
dard-e-lailaa bhii vahii qais kaa pahluu bhii vahii
najd ke dasht o jabal me.n ram-e-aahuu bhii vahii
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
tab-e-aazaad pe qaid-e-ramazaa.n bhaarii hai
tumhii.n kah do yahii aa.iin-e-vafaadaarii hai
Allama Iqbal
Nazm
aurat
qaid ban jaa.e mohabbat to mohabbat se nikal
raah kaa KHaar hii kyaa gul bhii kuchalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
chand roz aur meri jaan
jism par qaid hai jazbaat pe zanjiire.n hai.n
fikr mahbuus hai guftaar pe taaziire.n hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
naya hukm-nama
havaa.e.n haakimo.n kii muTThiyo.n me.n hathka.Dii me.n
qaid-KHaano.n me.n nahii.n ruktii.n
Javed Akhtar
Nazm
jugnu
KHud apne qad se ba-josh-e-numuu nikaltaa hu.aa
fusuun-e-ruuh banaatii rago.n me.n chaltaa hu.aa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
rakhi
jo ba.Dh kar qaid kar letii hai aafat apne bhaa.ii kii
musiibat kii haqiiqat kyaa
Fauzia Mughal
Nazm
hinDola
vo raato.n-raat 'sirii-krishn' ko uThaa.e hu.e
balaa kii qaid se 'basdev' kaa nikal jaanaa