SEARCH RESULTS
Showing search results for "مہر"
Nazm MATCHES FOR "مہر"
Nazm
saza
mai.n ibtidaa-e-ishq se be-mehr hii rahaa
tum intihaa-e-ishq kaa me.aar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
jawab-e-shikwa
garmii-e-mehr kii parvarda hilaalii duniyaa
ishq vaale jise kahte hai.n bilaalii duniyaa
Allama Iqbal
Nazm
is waqt to yun lagta hai
ik bair na ik mehr na ik rabt na rishta
teraa ko.ii apnaa, na paraayaa ko.ii meraa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
etiraf
chaman-e-dahr me.n ruuh-e-chaman-aaraa.ii ho
tal.at-e-mehr ho firdaus kii barnaa.ii ho
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ye baat samajh mein aai nahin
KHaala ko maar nikaalaa hai
yaa jangal ke raajaa ke yahaa.n
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
aadmi-nama
aur aadmii pe teG ko maare hai aadmii
pag.Dii bhii aadmii kii utaare hai aadmii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
iltija-e-musafir
sitaare ishq ke terii kashish se hai.n qaa.em
nizaam-e-mehr kii suurat nizaam hai teraa
Allama Iqbal
Nazm
muflisi
apne kii mehr Gair kii chaahat ghaTaatii hai
sharm-o-hayaa o izzat-o-hurmat ghaTaatii hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
jugnu
mai.n jis ke haatho.n mohabbat kii maar khaa na sakaa
sa.nvaaraa jis ne na mere jhanDuule baalo.n ko
Firaq Gorakhpuri
Nazm
tum nahin aae the jab
ab tum aa.e ho to mai.n kaun sii shai nazr karo
ki mire paas ba-juz mehr o vafaa kuchh bhii nahii.n
Ali Sardar Jafri
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
کيا زميں، کيا مہر و مہ، کيا آسمان تو بتو
ديکھ ليں گے اپني آنکھوں سے تماشا غرب و شرق
Allama Iqbal
Nazm
roTiyan
ye mehr-o-maah haq ne banaa.e hai.n kaahe ke
vo sun ke bolaa baabaa KHudaa tujh ko KHair de