SEARCH RESULTS
Showing search results for "makaan"
Nazm MATCHES FOR "makaan"
Nazm
shikwa
mahfil-e-kaun-o-makaa.n me.n sahar o shaam phire
mai-e-tauhiid ko le kar sifat-e-jaam phire
Allama Iqbal
Nazm
la-ilaha-illallah
KHirad hu.ii hai zamaan o makaa.n kii zunnaarii
na hai zamaa.n na makaa.n laa-ilaaha-illallaah
Allama Iqbal
Nazm
zooming
viiraa.n galii ke mo.D pe tanhaa saa ik shajar
tanhaa shajar ke saa.e me.n chhoTaa saa ik makaan
Ashfaq Husain
Nazm
hindustani bachchon ka qaumi git
vahdat kii lai sunii thii duniyaa ne jis makaa.n se
miir-e-arab ko aa.ii ThanDii havaa jahaa.n se
Allama Iqbal
Nazm
makan
aaj kii raat bahut garm havaa chaltii hai
aaj kii raat na footpath pe nii.nd aa.egii
Kaifi Azmi
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
is qadar bhii nahii.n mujhe ma.aluum
kis mohalle me.n hai makaa.n teraa
Saifuddin Saif
Nazm
kaniz
huzuur aap aur nisf shab mire makaan par
huzuur kii tamaam-tar balaa.e.n merii jaan par
Ahmad Faraz
Nazm
jugnu
mire makaan ke aage hai ek chau.Daa sahn vasii.a
kabhii vo ha.nstaa nazar aataa hai kabhii vo udaas
Firaq Gorakhpuri
Nazm
mujhe sochne de
bhuuk aur pyaas se pazh-murda siyah-faam zamii.n
tiira-o-taar makaa.n muflis o biimaar makii.n