SEARCH RESULTS
Showing search results for "qissa"
Nazm MATCHES FOR "qissa"
Nazm
shikwa
hai bajaa sheva-e-tasliim me.n mash.huur hai.n ham
qissa-e-dard sunaate hai.n ki majbuur hai.n ham
Allama Iqbal
Nazm
sab maya hai
ma.aluum hame.n sab qais miyaa.n kaa qissa bhii
sab ek se hai.n, ye raa.njhaa bhii ye 'inshaa' bhii
Ibn e Insha
Nazm
aaKHiri KHat
al-qissa ma.aal-e-Gam-e-ulfat pe ha.nso tum
yaa ashk bahaatii raho fariyaad karo tum
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHizr-e-rah
aur ye sarmaaya-o-mehnat me.n hai kaisaa KHarosh
ho rahaa hai asia kaa KHirqa-e-deriina chaak
Allama Iqbal
Nazm
zohd aur rindi
paabandi-e-ahkaam-e-sharii.at me.n hai kaisaa
go sher me.n hai rashk-e-kaliim-e-hamdaanii
Allama Iqbal
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
tum itne kaThor to nahii.n the
ye be-hisii kisii hisaab me.n hai
Ahmad Faraz
Nazm
nama-e-jaanan
na kisii harf me.n mahruumi-e-jaa.n kaa qissa
na kisii lafz me.n bhuule hu.e iqraar kii baat
Ahmad Faraz
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
ko.ii nahii.n thaa kisii kaa saame.a
sab ke sab the diid ke taame