aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "khair"
Thiik hai aap be-KHataa hii sahiimerii qaatil mirii vafaa hii sahii
KHairaat KHuub kartaa hai jab log saath ho.ntanhaa hai vo abhii to gadaagar se kaT gayaa
Gair se qat'-e-ta'alluq me.n bhalaa.ii hai zaruurhaa.n agar ko.ii buraa.ii ho to achchhaa na karo
ai KHaar KHaar-e-hasrat kyaa kyaa figaar hai.n hamkyaa haal hogaa us kaa jis dil me.n KHaar hai.n ham
Gair kaa vo ho gayaa achchhaa hu.aaapne haq me.n jo hu.aa achchhaa hu.aa
aur to KHair kyaa rah gayaahaa.n magar ik KHalaa rah gayaa
chalaa 'shaa.ir'-e-zaar tasliim liijiyebhalaa ho bhalaa mere daataa tumhaaraa
rah-e-vafaa me.n ye hai haal aashiqo.n kaa mudaamKHaraab ek hai shoriida-sar to KHaar hai ek
gar KHaamushii se faa.eda iKHfaa-e-haal haiKHush huu.n ki merii baat samajhnii muhaal hai
KHaamushii me.n hii bhalaa.ii hai miyaa.nsar-phiro.n ko aur barham kyaa kare.n
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books