SEARCH RESULTS
Showing search results for "khair"
Nazm MATCHES FOR "khair"
Nazm
shikwa
ham ko jam.iiyat-e-KHaatir ye pareshaanii thii
varna ummat tire mahbuub kii diivaanii thii
Allama Iqbal
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
ai ishq hame.n barbaad na kar
vo raaz hai ye Gam aah jise paa jaa.e ko.ii to KHair nahii.n
Akhtar Shirani
Nazm
saqi-nama
tire aasmaano.n ke taaro.n kii KHair
zamiino.n ke shab zinda-daaro.n kii KHair
Allama Iqbal
Nazm
parchhaiyan
jiine kii KHaatir martaa huu.n
apne fan ko rusvaa kar ke aGyaar kaa daaman bhartaa huu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
dard aaega dabe panw
un ko sholo.n ke rajaz apnaa pataa to de.nge
KHair ham tak vo na pahu.nche bhii sadaa to de.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
duusraa mushiir
KHair hai sulataanii-e-jamhuur kaa GauGaa ki shar
Allama Iqbal
Nazm
nazm
mai.n to vo thaa ki jise yaad nahii.n kartaa ko.ii
KHair is baat ko tuu chho.D bataa kaisii hai
Tahzeeb Hafi
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
tuu mujhe chho.D kar chalii bhii ga.ii
KHair qismat mirii nasiib mire
Saifuddin Saif
Nazm
ek makDa aur makkhi
manzuur tumhaarii mujhe KHaatir thii vagarna
kuchh faa.eda apnaa to miraa is me.n nahii.n thaa
Allama Iqbal
Nazm
roTiyan
ye mehr-o-maah haq ne banaa.e hai.n kaahe ke
vo sun ke bolaa baabaa KHudaa tujh ko KHair de
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hubb-e-watan
tum agar chaahte ho mulk kii KHair
na kisii ham-vatan ko samjho Gair