SEARCH RESULTS
Showing search results for ",Fjk"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",fjk"
Marsiya
ye baat sun ke ho gayaa zehraa kaa rang faq
bolii pisar se ro ke vo bint-e-rasuul-e-haq
Meer Anees
Ghazal
guzruu.ngaa shahr-e-sa.ng se jab aa.ina liye
chehre khule dariicho.n me.n faq chho.D jaa.uu.ngaa
Iqbal Sajid
Nazm
rishwat
KHurdanii chiizo.n ke chehro.n se Tapaktaa hai lahuu
ruupa.e kaa rang faq hai ashrafii hai zard-ruu
Josh Malihabadi
Ghazal
Meer Anees
Ghazal
chandraa ke mujh ko bole vo aaKHir jo shab hu.ii
faq ho gayaa hai rang kisii kaa sahar nahii.n
Agha Hajju Sharaf
BOOKS MATCHES FOR ",fjk"
MORE MATCHES FOR ",fjk"
Nazm
aaj aur kal
bekasii garm nigaaho.n ko jhulas detii hai
dil kisii sho.ala-e-zartaab se phuk jaate hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
mujh ko shikastagii kaa qalaq der tak rahaa
kyuu.n chehra phir janaab kaa faq der tak rahaa
Bekal Utsahi
Ghazal
Ghazanfar
Ghazal
sadiyo.n kaa phok jism sambhaale to kis tarah
jab umr ko nicho.D ke pal kar diyaa gayaa
Sarwat Zehra
Nazm
humne KHwahishon ke sare parinde uDa diye hain
us kaa chehra faq be-ra.ng
bhabhuut kii suurat kaalaa kaalaa
Kishwar Naheed
Nazm
mulamma ki anguThi
mat bhuul kabhii asal tuu apnii arii ahmaq
jab taav diyaa jaa.egaa ho jaa.egaa mu.nh faq
Ismail Merathi
Kulliyat
kyaa ishq-e-KHaana-soz ke dil me.n chhupii hai aag
ik saare tan-badan me.n mire faq rahii hai aag
Meer Taqi Meer
Nazm
jafa-e-dil-shikan
farsh-e-gul kii jaa hai bistar KHaar kaa
ra.ng faq hai har jigar-afgaar kaa