SEARCH RESULTS
Showing search results for "غفلت"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "غفلت"
MORE MATCHES FOR "غفلت"
Ghazal
ai vaa.e-Gaflat-e-nigah-e-shauq varna yaa.n
har paara sang laKHt-e-dil-e-koh-e-tuur thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ai nargis-e-siyaah bataa de tire nisaar
kis kis ko hai ye hosh ye Gaflat kahaa.n kahaa.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
rafta rafta Gair apnii hii nazar me.n ho ga.e
vaah-rii Gaflat tujhe apnaa samajh baiThe the ham
Firaq Gorakhpuri
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
aah ye zabt-e-fuGaa.n Gaflat kii KHaamoshii nahii.n
aagahii hai ye dilaasaa.ii faraamoshii nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
dekhaa to thaa yuu.nhii kisii Gaflat-shi.aar ne
diivaana kar diyaa dil-e-be-iKHtiyaar ne
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ye gadhaa jo apnii Gaflat se hai bevaquuf itnaa
jo ye KHud ko jaan jaataa ba.Daa hoshiyaar hotaa