SEARCH RESULTS
Showing search results for "مشرب"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "مشرب"
Ghazal
ham-pesha o ham-mashrab o hamraaz hai meraa
'Gaalib' ko buraa kyuu.n kaho achchhaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
janaab-e-'daaG' ke mashrab ko ham se to puuchho
chhupe hu.e hai.n ye hazrat kisii ko kyaa ma.aluum
Dagh Dehlvi
Marsiya
मज़हब है क्या कि रह-ए-शरा न जानी
मशरब है ये कैसा कि पिलाते नहीं पानी
Mirza Salaamat Ali Dabeer
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "مشرب"
Ghazal
ishrat-e-KHuld ke liye zaahid-e-kaj-nazar jhuke
mashrab-e-ishq me.n to ye jurm hai bandagii nahii.n
Ehsan Danish
Tanz-o-Mazah
Mushtaq Ahmad Yusufi
Naat
mashrab hai miraa terii talab teraa tasavvur
maslak hai miraa sirf gadaa.ii tire dar kii
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
vus.at-e-mashrab niyaaz-e-kulfat-e-vahshat 'asad'
yak-bayaabaa.n saaya-e-baal-e-humaa ho jaa.iye
Mirza Ghalib
Ghazal
mashrab nahii.n ye meraa ki puujuu.n buto.n ko mai.n
shauq-e-talab ne dil ko sanam-KHaana kar diyaa
Fana bulandshahri
Ghazal
ahl-e-junuu.n kaa is liye mashrab judaa rahaa
vaaqif niyaaz-e-ishq se shaiKH-e-haram nahii.n