SEARCH RESULTS
Showing search results for "منافق"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "منافق"
Ghazal
KHush aa.e tujhe shahr-e-munaafiq kii amiirii
ham logo.n ko sach kahne kii aadat bhii bahut thii
Parveen Shakir
Ghazal
duniyaa me.n 'qatiil' us saa munaafiq nahii.n ko.ii
jo zulm to sahtaa hai baGaavat nahii.n kartaa
Qateel Shifai
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "منافق"
Ghazal
ho jaa.e.n kisii ke jo kabhii yaar munaafiq
samjho ki hu.e hai.n dar-o-diivaar munaafiq
Danish Aziz
Sher
Ahmad Fareed
Ghazal
dost kyaa ab to munaafiq bhii ko.ii saath nahii.n
suukhe phuulo.n se bhii mahruum ye gul-daan hu.aa
Tariq Qamar
Ghazal
zahar lagtaa hai ye aadat ke mutaabiq mujh ko
kuchh munaafiq bhii bataate hai.n munaafiq mujh ko
Anjum Barabankvi
Sher
kis darja munaafiq hai.n sab ahl-e-havas 'saaqib'
andar se to patthar hai.n aur lagte hai.n paanii se
Asif Saqib
Ghazal
bhaa.ii kii buraa.ii jo kiyaa kartaa hai har dam
har aise munaafiq kii mohabbat nahii.n achchhii
Yaseen Barari
Ghazal
savaal hii na thaa dushman kii fath-yaabii kaa
hamaarii saf me.n munaafiq agar nahii.n aate