SEARCH RESULTS
Showing search results for "इल्तिमास"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "इल्तिमास"
Ghazal
ta.Dap rahe hai.n zabaa.n par ka.ii savaal magar
mire liye ko.ii shaayaan-e-iltimaas nahii.n
Nasir Kazmi
Ghazal
jhukaa ke nazre.n ko.ii bolaa iltimaas-e-du.aa
uThaa ke haath vo KHairaat-e-husn dene lagii
Shahzad Qais
PAGE MATCHES FOR "इल्तिमास"
MORE MATCHES FOR "इल्तिमास"
Ghazal
ye dil ki qahat-e-anaa se Gariib Thahraa hai
mirii zabaa.n ko zar-e-iltimaas kyaa degaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
mai.n ne junuu.n se kii jo 'asad' iltimaas-e-ra.ng
KHuun-e-jigar me.n ek hii Gota diyaa mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
vo iltimaas-e-lazzat-e-be-daad huu.n ki mai.n
teG-e-sitam ko pusht-e-KHam-e-iltijaa karuu.n
Mirza Ghalib
Nazm
sab jaante hain ilm se hai zindagi ki ruh
haalat dikhaa.ii aur zaruurat bayaan kii
KHuubii se iltimaas kiyaa qaum kaa payaam
Akbar Allahabadi
Ghazal
jab un se guftuguu kartaa hai ko.ii bhii 'ejaaz'
ik iltimaas pas-e-iltimaas rahtaa hai