SEARCH RESULTS
Showing search results for "दान-ए-कार"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "दान-ए-कार"
Ghazal
yuu.n to nashaat-e-kaar kii sarshaariyaa.n milii.n
anjaam-e-kaar kaa bhii rahaa Dar kabhii kabhii
Aale Ahmad Suroor
MORE MATCHES FOR "दान-ए-कार"
Ghazal
ilaahii dil vo de jo mahram-e-asraar ho jaa.e
kahii.n aisaa na ho jiinaa miraa be-kaar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
fasiil-e-shahr-e-anaa me.n shigaaf mai.n ne kiyaa
ye kaar-naama KHud apne KHilaaf mai.n ne kiyaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
kitne masruuf hai.n masruur nahii.n phir bhii ye log
hai ye kyaa silsila-e-kaar-e-ziyaa.n ham-nafaso
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
'qudsii' to akelaa nahii.n maidaan-e-suKHan me.n
har kuucha-o-baazaar me.n fan-kaar bahut hai.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
chaaraagar terii tavajjoh mujhe dar-kaar nahii.n
kaargar jis pe davaa ho ye vo aazaar nahii.n