SEARCH RESULTS
Showing search results for "बर्क़-ए-जमाल-ए-यार"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "बर्क़-ए-जमाल-ए-यार"
Ghazal
itnii bhii dil se ehtiyaat barq-e-jamaal-e-yaar kyaa
shauq-e-umiid-vaar dekh tarf-e-umiid-vaar kyaa
Muneer Bhopali
Ghazal
mai.n aur taab-e-jalva-e-barq-e-jamaal-e-yaar
ai aql-e-harzaa-kaar saraasar futuur hai
Mohammad Saeed Razmi
Ghazal
barq-e-jamaal-e-yaar ye jalva hai yaa hijaab
chashm-e-adaa-shanaas ko hairaa.n banaa diyaa
Iqbal Sohail
Tanz-o-Mazah
Shoeb Shahid
PAGE MATCHES FOR "बर्क़-ए-जमाल-ए-यार"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "बर्क़-ए-जमाल-ए-यार"
Ghazal
aks-e-jamaal-e-yaar kii taasiir dekhnaa
dil ban gayaa hai husn kii tasviir dekhnaa
Mohammad Saeed Razmi
Ghazal
har ik nazar ko shu.uur-e-jamaal-e-yaar nahii.n
bahaar ahl-e-havas ke liye bahaar nahii.n
Nihal Rizvi Lucknowi
Qita
kis liye to.Dte ho aas diid jamaal yaar kii
uqda-kushaa-e-ahl-e-dil ko.ii nahii.n qazaa to hai
Jagat Mohan Lal Ravan
Ghazal
raushan jamaal-e-yaar se hai anjuman tamaam
dahkaa hu.aa hai aatish-e-gul se chaman tamaam
Hasrat Mohani
Sher
raushan jamaal-e-yaar se hai anjuman tamaam
dahkaa hu.aa hai aatish-e-gul se chaman tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
nazar ko haamil-e-barq-e-jamaal kar na sakaa
Guruur-e-husn ko mai.n paa.emaal kar na sakaa
Nakhshab Jaarchawi
Ghazal
jamaal-e-yaar ko tasviir karne vaale the
ham ek KHvaab kii taa'biir karne vaale the
Asif Shafi
Kulliyat
aage jamaal-e-yaar ke ma.azuur ho gayaa
gul ik chaman me.n diida-e-be-nuur ho gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil me.n jamaal-e-yaar kii tanviir dekhiye
is aa.ine me.n suurat-e-tasviir dekhiye
Alamgir Khan Kaif
Ghazal
aage jamaal-e-yaar ke ma.azuur ho gayaa
gul ik chaman me.n diida-e-be-nuur ho gayaa