SEARCH RESULTS
Showing search results for "aaho.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aaho.n"
Nazm
raqib se!
zer-dasto.n ke masaa.ib ko samajhnaa siikhaa
sard aaho.n ke ruKH-e-zard ke ma.anii siikhe
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
aaGaaz-e-mohabbat hai aanaa hai na jaanaa hai
ashko.n kii hukuumat hai aaho.n kaa zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Sher
Makhdoom Mohiuddin
PAGE MATCHES FOR "aaho.n"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "aaho.n"
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
naapaid tire bahr-e-taKHayyul ke kinaare
pahu.nche.nge falak tak tirii aaho.n ke sharaare
Allama Iqbal
Ghazal
aahe.n bhartaa huu.n ki puuchhe ko.ii aaho.n kaa sabab
phir tiraa zikr nikaltaa hai maza aataa hai
Zubair Ali Tabish
Ghazal
kyaa kyaa tavaqqu.aat thii.n aaho.n se ai 'KHumaar'
ye tiir bhii chalaa.e zamaane guzar ga.e
Khumar Barabankavi
Ghazal
har ek saa.ns raga.D khaa rahii hai siine me.n
aur aap kahte hai.n aaho.n pe aur kaam karuu.n
Mehshar Afridi
Nazm
shikast
jab bhii raaho.n me.n nazar aa.e hariirii malbuus
sard aaho.n me.n tujhe yaad kiyaa hai mai.n ne
Sahir Ludhianvi
Nazm
ai ishq kahin le chal
zulmo.n kii jafaa.o.n kii aaho.n kii karaaho.n kii
hai.n Gam se hazii.n le chal!
Akhtar Shirani
Ghazal
tuu pas-e-KHanda-labii aaho.n kii aavaaze.n to sun
ye ha.nsii to aa.ii hai aa.nsuu chhupaane ke liye
Adeem Hashmi
Filmi Geet
kidhar jaa.uu.n viiraan hai.n merii raahe.n
kisii ko na apnaa sakii.n merii aa.he.n
Raja Mehdi Ali Khan
Ghazal
kyaa kyaa tavaqqu.aat thii.n aaho.n se ai 'KHumaar'
ye tiir bhii chalaa.e zamaane guzar ga.e