SEARCH RESULTS
Showing search results for "aar-paar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aar-paar"
PAGE MATCHES FOR "aar-paar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "aar-paar"
Ghazal
pahluu ke aar-paar guzartaa hu.aa saa ho
ik shaKHs aa.ine me.n utartaa hu.aa saa ho
Adil Mansuri
Ghazal
azaab ye bhii kisii aur par nahii.n aayaa
ki ek umr chale aur ghar nahii.n aayaa
Iftikhar Arif
Ghazal
Gubaar-e-vaqt ke gar aar-paar dekhiyegaa
to ek pal me.n miraa shahsavaar dekhiyegaa
Ahmad Shahryar
Sher
ik KHauf-e-be-panaah hai aa.nkho.n ke aar-paar
taariikiyo.n me.n Duubtaa lamha hai saamne
Sultan Akhtar
Ghazal
ab aar-paar dhyaan kii mash.al kahaa.n hai 'zeb'
gunjaan dard kaa mire andar dhu.aa.n hai 'zeb'
Rajinder Manchanda Bani
Sher
ik dhuup sii tanii hu.ii baadal ke aar-paar
ik pyaas hai rukii hu.ii jharne ke baavajuud

