SEARCH RESULTS
Showing search results for "baadshah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "baadshah"
Ghazal
daadii se kahnaa us kii kahaanii sunaa.iye
jo baadshaah ishq me.n mazduur ho gayaa
Bashir Badr
Nazm
ye khel kya hai
ye mohre sach-much ke baadshaah o vaziir
sach-much ke hai.n payaade
Javed Akhtar
PAGE MATCHES FOR "baadshah"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "baadshah"
Ghazal
kahii.n hai baadshaah-e-taKHt-nashii.n
kahii.n kaasa liye gadaa dekhaa
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
Nazm
kisan
naazir-e-gul paasbaan-e-ra.ng-o-buu gulshan-panaah
naaz-parvar lahlahaatii khetiyo.n kaa baadshaah
Josh Malihabadi
Ghazal
miltaa hai KHiraaj us ko tirii naan-e-javii.n se
har baadshah-e-vaqt tire dar kaa gadaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
ik shaKHs baadshaah to ik shaKHs hai vaziir
goyaa nahii.n hai.n dono.n hamaarii qabiil se
Ahmad Javaid
Ghazal
is baadshaah-e-husn kii manzil me.n chaahiye
baal-e-humaa kii par-chhatii diivaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Nazm
taj-mahal
yaa taaj qariine se abhii rakh ke zamii.n par
soyaa hai ko.ii baadshah-e-vaqt yahii.n par
Mahshar Badayuni
Filmi Geet
tum baadshaah-e-husn ho husn-e-jahaan ho
jaan-e-vafaa ho aur mohabbat kii shaan ho
Unknown
Ghazal
kone me.n baadshaah pa.Daa uu.nghtaa rahaa
Table pe raat kaT ga.ii begam Gulaam se
Adil Mansuri
Ghazal
tiraa Guruur samaayaa hai is qadar dil me.n
nigaah bhii na milaa.uu.n jo baadshaah mile






