SEARCH RESULTS
Showing search results for "gul e lala magazines"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gul e lala magazines"
Ghazal
shabnam ba-gul-e-laala na KHaalii z-adaa hai
daaG-e-dil-e-bedard nazar-gaah-e-hayaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
gulzaar me.n jo duur gul-e-laala-ra.ng ho
vo be-hijaabiyaa.n ho.n ki nargis bhii da.ng ho
Lala Madhav Ram Jauhar
Sher
shabnamii qatre gul-e-laala pe the raqs-kunaa.n
barf ke Tuk.De bhii dekhe ga.e a.ngaaro.n me.n
Mahfuzur Rahman Adil
Nazm
la-ilaha-illallah
ye naGma fasl-e-gul-o-laala kaa nahii.n paaband
bahaar ho ki KHizaa.n laa-ilaaha-illallaah
Allama Iqbal
Kulliyat
bahaar-o-baaG-o-gul-o-laala dilrubaa bin haif
bhare hai.n phuulo.n se jeb-o-kanaar lekin haif
Meer Taqi Meer
MORE MATCHES FOR "gul e lala magazines"
Ghazal
dau.De hai phir har ek gul-o-laala par KHayaal
sad-gulsitaa.n nigaah kaa saamaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
phir fasl-e-gul-o-laala se mahkegaa chaman ye
ham nok-e-sabaa se tujhe tahriir kare.nge
Sameena Gul
Ghazal
hamesha sair-e-gul-o-laala-zaar baaqii hai
agar baGal me.n dil-e-daaG-daar baaqii hai
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
tuu barg-e-gayaa hai na vahii ahl-e-KHirad raa
o kisht-e-gul-o-laala ba-baKHshad ba-KHare chand
Allama Iqbal
Ghazal
us kii baate.n ki gul-o-laala pe shabnam barse
sab ko apnaane kaa us shoKH ko jaaduu aa.e
Bashir Badr
Ghazal
ye mausam-e-gul garche tarab-KHez bahut hai
ahvaal-e-gul-o-laala Gam-a.ngez bahut hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Akhtar Shirani
Ghazal
dekhaa hai raqs-e-sho.ala gul-o-laala-zaar ne
KHud aashiyaa.n ko aag lagaa dii bahaar ne
Riyaz Ghazipuri
Ghazal
tumhaare shahiido.n me.n daaKHil hu.e hai.n
gul-o-laala-o-arGavaa.n kaise kaise