SEARCH RESULTS
Showing search results for "gurezaa.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gurezaa.n"
Nazm
jawab-e-shikwa
KHud-kushii sheva tumhaaraa vo Gayuur o KHuddaar
tum uKHuvvat se gurezaa.n vo uKHuvvat pe nisaar
Allama Iqbal
Ghazal
ye umr-e-gurezaa.n kahii.n Thahre to ye jaanuu.n
har saa.ns me.n mujh ko yahii lagtaa hai ki tum ho
Ahmad Faraz
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "gurezaa.n"
Nazm
andesha
ye bhii puuchhe.nge ki tum itnii pareshaa.n kyuu.n ho
jagmagaate hu.e lamho.n se gurezaa.n kyuu.n ho
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
mai.n ki rahtaa huu.n ba-sad-naaz gurezaa.n tujh se
tuu na hogaa to bahut yaad karuu.ngaa tujh ko
Jaun Eliya
Ghazal
roke duniyaa me.n hai yuu.n tark-e-havas kii koshish
jis tarah apne hii saa.e se gurezaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
tum jo chaaho to suno aur jo na chaaho na suno
aur jo harf kare.n mujh se gurezaa.n aa.nkhe.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
hai KHabar garm ki phirtaa hai gurezaa.n naaseh
guftuguu aaj sar-e-kuu-e-butaa.n Thahrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
raqs
tuu mirii in aarzu.o.n kii magar tamsiil hai
jo rahii.n mujh se gurezaa.n aaj tak!