SEARCH RESULTS
Showing search results for "gurezaa.n"
Nazm MATCHES FOR "gurezaa.n"
Nazm
jawab-e-shikwa
KHud-kushii sheva tumhaaraa vo Gayuur o KHuddaar
tum uKHuvvat se gurezaa.n vo uKHuvvat pe nisaar
Allama Iqbal
Nazm
andesha
ye bhii puuchhe.nge ki tum itnii pareshaa.n kyuu.n ho
jagmagaate hu.e lamho.n se gurezaa.n kyuu.n ho
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
tum jo chaaho to suno aur jo na chaaho na suno
aur jo harf kare.n mujh se gurezaa.n aa.nkhe.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
raqs
tuu mirii in aarzu.o.n kii magar tamsiil hai
jo rahii.n mujh se gurezaa.n aaj tak!
Noon Meem Rashid
Nazm
shikast
regzaaro.n me.n baguulo.n ke sivaa kuchh bhii nahii.n
saaya-e-abr-e-gurezaa.n se mujhe kyaa lenaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
main aur tu
ek diivaar se kahtaa ki mire saath chalo
aur zanjiir-e-rifaaqat se gurezaa.n diivaar
Ahmad Faraz
Nazm
an-kahi
dhuup me.n saaya bhii hotaa hai gurezaa.n jis dam
terii zulfe.n mire shaano.n pe bikhar jaatii hai.n
Himayat Ali Shayar
Nazm
mata-e-alfaz
ye jo tum mujh se gurezaa.n ho mirii baat suno
ham isii chhoTii sii duniyaa ke kisii raste par
Zehra Nigaah
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
unhe.n Dubotii hai.n vaqt lahre.n!
tamaam mallaah us sadaa se sadaa hiraasaa.n, sadaa gurezaa.n
Noon Meem Rashid
Nazm
fasle
us se tajdiid-e-mulaaqaat karuu.n
lekin us shaKHs kii maanuus gurezaa.n nazre.n
Amjad Islam Amjad
Nazm
bhaarat ke musalman
ho jaa.egii taariikii-e-maahaul gurezaa.n
bhaarat ke musalmaa.n