SEARCH RESULTS
Showing search results for "halchal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "halchal"
Sher
KHud apnii mastii hai jis ne machaa.ii hai halchal
nasha sharaab me.n hotaa to naachtii botal
Arif Jalali
Ghazal
kisii ke aane pe aise halchal hu.ii hai mujh me.n
KHamosh jangal me.n jaise banduuq chal ga.ii ho
Umair Najmi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "halchal"
Ghazal
du.aa salaam se aage mai.n ba.Dh nahii.n paataa
use bhii sochnaa pa.Dtaa hai haal-chaal ke baad
Varun Anand
Sher
ko.ii halchal hai na aahaT na sadaa hai ko.ii
dil kii dahliiz pe chup-chaap kha.Daa hai ko.ii
Khurshid Ahmad Jami
Ghazal
buu.nd jab thii baadal me.n zindagii thii halchal me.n
qaid ab sadaf me.n hai ban ke hai guhar tanhaa
Javed Akhtar
Qita
ja.ngal dikhaa.ii degaa agar ye yahaa.n na ho.n
sach puuchhiye to shahr kii halchal hai.n la.Dkiyaa.n
Anjum Rehbar
Nazm
main saz DhunDti rahi
ek halchal sii hai na soz na saaz
kyuu.n ye haalat hai be-qaraarii kii
Ada Jafarey
Ghazal
jo so.e hu.e dil me.n halchal machaa de
vo tuufaa.n uThaane ko jii chaahtaa hai