SEARCH RESULTS
Showing search results for "halchal"
Ghazal MATCHES FOR "halchal"
Ghazal
kisii ke aane pe aise halchal hu.ii hai mujh me.n
KHamosh jangal me.n jaise banduuq chal ga.ii ho
Umair Najmi
Ghazal
pe.D ke patto.n me.n halchal hai KHabar-daar se hai.n
shaam se tez havaa chalne ke aasaar se hai.n
Gulzar
Ghazal
du.aa salaam se aage mai.n ba.Dh nahii.n paataa
use bhii sochnaa pa.Dtaa hai haal-chaal ke baad
Varun Anand
Ghazal
buu.nd jab thii baadal me.n zindagii thii halchal me.n
qaid ab sadaf me.n hai ban ke hai guhar tanhaa
Javed Akhtar
Ghazal
jo so.e hu.e dil me.n halchal machaa de
vo tuufaa.n uThaane ko jii chaahtaa hai
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
Azhar Iqbal
Ghazal
aah ye rangiin mausam KHuun kii barsaat kaa
chhaa rahaa hai 'aql par jazbaat kii halchal kaa rang
Qateel Shifai
Ghazal
na ko.ii shor sharaaba na ko.ii halchal hai
zindagii lagtii hai Thahre hu.e paanii kii tarah
Aalam Nizami
Ghazal
naam meraa yaad karke chuskiyo.n ke biich me.n
kyaa hu.ii hai chaa.e ke cup me.n tire halchal kabhii
Sandeep Thakur
Ghazal
bas haal-chaal kaa ye dikhaavaa na kiijiye
rab tak du'aa.e.n bhejiye biimaar ke liye
Om Awasthi
Ghazal
aaj dariyaa me.n ajab shor ajab halchal hai
kis kii kashtii ne qadam aab-e-ravaa.n par rakkhaa
Khurshid Talab
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
Shariq Kaifi
Ghazal
Nadeem Farrukh
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
dekh kar pahlii nazar me.n jo umaD aa.e the
phir se jazbaat me.n paidaa vahii halchal kar de
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
na ko.ii zulm na halchal na mas.ala ko.ii
abhii kii baat hai mai.n haadse ugaataa thaa