SEARCH RESULTS
Showing search results for "hilm"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "hilm"
Nazm
hinDola
vo be-panaah zakii-ul-hisii vo hilm o Guruur
kabhii kabhii vo bhare ghar me.n hiss-e-tanhaa.ii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
KHatun-e-mashriq
hilm ke saa.nche me.n ruuh-e-naaz ko Dhaale hu.e
gardano.n me.n KHam saro.n par chaadare.n Daale hu.e
Josh Malihabadi
Ghazal
ruu-ba-ruu us ke kabhuu baat na sudhrii ham se
hilm hai chain hai dahshat hai hayaa hai kyaa hai
Bayan Ahsanullah Khan
PAGE MATCHES FOR "hilm"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "hilm"
Ghazal
is shahr-e-hiila-juu me.n jo mahram mile mujhe
fariyaad jaan-e-jaa.n vahii mahram mile tumhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
kabhii likhvaane ga.e KHat kabhii pa.Dhvaane ga.e
ham hasiino.n se isii hiile bahaane se mile
Kaif Bhopali
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Nazm
kutte
ko.ii in ko ehsaas-e-zillat dilaa de
ko.ii in kii so.ii hu.ii dum hilaa de
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
phal to sab mere daraKHto.n ke pake hai.n lekin
itnii kamzor hai.n shaaKHe.n ki hilaa bhii na sakuu.n
Rahat Indori
Qita
na diid hai na suKHan ab na harf hai na payaam
ko.ii bhii hiila-e-taskii.n nahii.n aur aas bahut hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
farman-e-KHuda
uTTho mirii duniyaa ke Gariibo.n ko jagaa do
kaaKH-e-umraa ke dar o diivaar hilaa do
Allama Iqbal
Ghazal
haa.e aadaab-e-mohabbat ke taqaaze 'saaGar'
lab hile aur shikaayaat ne dam to.D diyaa