SEARCH RESULTS
Showing search results for "ishva-garo"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ishva-garo"
Mazahiya Shayari
ai laala-ruKHo ishva-garo ta.ng-qabaa.o
ye lutf-o-karam ham pa achaanak hu.aa kaise
Pasha Rahman
Ghazal
sharminda nahii.n kaun tirii ishva-garii kaa
be-vaj.h nahii.n mu.nh kaa chhupaanaa hai parii kaa
Raza Azimabadi
Ghazal
kisii kaa Gamza sharaabo.n se chuur qaus-e-quzah
adaa Guruur javaanii suruur ishva-garii
Shahzad Qais
Ghazal
tuu kabhii raag kabhii rang kabhii KHushbuu hai
kaisii kaisii na tujhe ishva-garii aave hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
chashm-e-siyaah mast nigah mast aap mast
piitaa hai dil-lagii ko but-e-ishva-gar sharaab
Meer Mehdi Majrooh
MORE MATCHES FOR "ishva-garo"
Ghazal
kisii kii ishva-garii se ba-Gair-e-fasl-e-bahaar
sabhii kaa chaak girebaa.n hai dekhiye kyaa ho
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
zabaan-e-haal se kahtaa hai naaz-e-ishva-garii
hayaa chhupaa na sakii chashm-e-maz.harii se mujhe
Jameel Mazhari
Ghazal
ham aise logo.n ko ishva-garii nahii.n aatii
ham ik zaraa sii sharaarat se TuuT jaate hai.n
Inam Kabeer
Ghazal
is husn-e-ishva-gar se farishte na bach sake
hai aadmii to phir bashariyyat liye hu.e
Fazal Husain Sabir
Ghazal
'uushaa' tamaam umr kaTii intizaar me.n
aayaa na ko.ii ghar me.n dil-e-mehrbaa.n liye
Usha Bhadoriya
Ghazal
duaa-e-niim-shabii vo kare mirii KHaatir
kuchh aisaa ban ke dil-e-husn-e-ishva-gar me.n rahuu.n
Zafar Ansari Zafar
Ghazal
sub.h ko niklaa thaa garche karr-o-far se aaftaab
mu.nh phiraayaa ho KHajil us ishva-gar se aaftaab
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Ghazal
ai husn ye andaaz-o-adaa tujh me.n kahaa.n the
mai.n tere liye aa.iina-e-ishva-garii huu.n