SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahfuuz"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mahfuuz"
Ghazal
yaa rab mujhe mahfuuz rakh us but ke sitam se
mai.n us kii inaayat kaa talabgaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
garmi-e-mahfil faqat ik naara-e-mastaana hai
aur vo KHush hai.n ki is mahfil se diivaane ga.e
Khatir Ghaznavi
Ghazal
Ahmad Mushtaq
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mahfuuz"
Ghazal
pukaarte rahe mahfuuz kashtiyo.n vaale
mai.n Duubtaa hu.aa dariyaa ke paar utar bhii gayaa
Ahmad Faraz
Ghazal
raakh ke shahr me.n ek ek se mai.n puuchhtaa huu.n
ye jo mahfuuz hai ab tak ye makaa.n kis kaa hai
Meraj Faizabadi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
tirii panaah me.n rah kar bhii jo nahii.n mahfuuz
miraa shumaar hai aise hii be-panaaho.n me.n
Jahangeer nayab
Sher
sunaa hai shahr kaa naqsha badal gayaa 'mahfuuz'
to chal ke ham bhii zaraa apne ghar ko dekhte hai.n
Ahmad Mahfuz
Ghazal
use duniyaa kii nigaaho.n se karuu.n mai.n mahfuuz
vo vahaa.n ho ki jahaa.n dekh na paa.uu.n us ko
Shahzad Ahmad
Ghazal
taa-ki mahfuuz rahe mere qalam kii hurmat
sach mujhe likhnaa hai mai.n husn ko sach likkhuu.ngaa