SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahfuuz"
Ghazal MATCHES FOR "mahfuuz"
Ghazal
yaa rab mujhe mahfuuz rakh us but ke sitam se
mai.n us kii inaayat kaa talabgaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
garmi-e-mahfil faqat ik naara-e-mastaana hai
aur vo KHush hai.n ki is mahfil se diivaane ga.e
Khatir Ghaznavi
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
aa.ina dekh ke niklaa thaa mai.n ghar se baahar
aaj tak haath me.n mahfuuz hai patthar meraa
Nida Fazli
Ghazal
pukaarte rahe mahfuuz kashtiyo.n vaale
mai.n Duubtaa hu.aa dariyaa ke paar utar bhii gayaa
Ahmad Faraz
Ghazal
raakh ke shahr me.n ek ek se mai.n puuchhtaa huu.n
ye jo mahfuuz hai ab tak ye makaa.n kis kaa hai
Meraj Faizabadi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
tirii panaah me.n rah kar bhii jo nahii.n mahfuuz
miraa shumaar hai aise hii be-panaaho.n me.n
Jahangeer nayab
Ghazal
use duniyaa kii nigaaho.n se karuu.n mai.n mahfuuz
vo vahaa.n ho ki jahaa.n dekh na paa.uu.n us ko
Shahzad Ahmad
Ghazal
taa-ki mahfuuz rahe mere qalam kii hurmat
sach mujhe likhnaa hai mai.n husn ko sach likkhuu.ngaa
Shahryar
Ghazal
tujh ko sochaa to pataa ho gayaa rusvaa.ii ko
mai.n ne mahfuuz samajh rakkhaa thaa tanhaa.ii ko
Waseem Barelvi
Ghazal
mahfuuz KHaamushii kii panaaho.n me.n thaa magar
guu.njii ik aisii chiiKH ki Darnaa pa.Daa mujhe
Ameer Imam
Ghazal
suno tumhaare garebaan bhii nahii.n mahfuuz
Daro tumhaaraa bhii ik din hisaab legaa lahuu
Habib Jalib
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
tumhaare daa.ere me.n zindagii mahfuuz rahtii hai
nizaam-e-bazm-e-hastii ke hisaaro tum na so jaanaa