SEARCH RESULTS
Showing search results for "milaanaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "milaanaa"
Ghazal
ab tak to dil kaa dil se ta.aaruf na ho sakaa
maanaa ki us se milnaa milaanaa bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Marsiya
zarro.n se vaa.n ke aa.nkh milaanaa hu.aa muhaal
saare nihaal faiz-e-qadam se hu.e nihaal
Meer Anees
Ghazal
Amjad Islam Amjad
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "milaanaa"
Sher
buz-dilii hogii charaaGo.n ko dikhaanaa aa.nkhe.n
abr chhaT jaa.e to suuraj se milaanaa aa.nkhe.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
kabhii mujh se bhii ko.ii jhuuTh bolo
mai.n haa.n me.n haa.n milaanaa chaahtaa huu.n
Fahmi Badayuni
Ghazal
jaate hu.e sabhii se milaayaa thaa us ne haath
aur sab me.n mai.n bhii thaa so milaanaa pa.Daa use
Ahmad Tariq
Nazm
dosti ka hath
kare.n ye ahd ki auzaar-e-ja.ng jitne hai.n
unhe.n miTaanaa hai aur KHaak me.n milaanaa hai
Ali Sardar Jafri
Ghazal
ai kaash ko.ii kah de us chashm-e-fusuu.n-gar se
nazro.n kaa churaanaa hii nazro.n kaa milaanaa hai
Sarwar Alam Raz
Ghazal
is mulaaqaat me.n jo Gair-zaruurii ho jaa.e
yaad rahtaa hai kise haath milaanaa mire dost