SEARCH RESULTS
Showing search results for "milaanaa"
Ghazal MATCHES FOR "milaanaa"
Ghazal
ab tak to dil kaa dil se ta.aaruf na ho sakaa
maanaa ki us se milnaa milaanaa bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
kabhii mujh se bhii ko.ii jhuuTh bolo
mai.n haa.n me.n haa.n milaanaa chaahtaa huu.n
Fahmi Badayuni
Ghazal
jaate hu.e sabhii se milaayaa thaa us ne haath
aur sab me.n mai.n bhii thaa so milaanaa pa.Daa use
Ahmad Tariq
Ghazal
ai kaash ko.ii kah de us chashm-e-fusuu.n-gar se
nazro.n kaa churaanaa hii nazro.n kaa milaanaa hai
Sarwar Alam Raz
Ghazal
is mulaaqaat me.n jo Gair-zaruurii ho jaa.e
yaad rahtaa hai kise haath milaanaa mire dost
Faisal Ajmi
Ghazal
Wali Aasi
Ghazal
Krishn Adeeb
Ghazal
Hasan Rizvi
Ghazal
tum to KHuub vaaqif ho ab tumhii bataa.o naa
kis me.n kyaa milaanaa hai kis se kyaa alag rakhnaa
Aadil Raza Mansoori
Ghazal
aa.nkh se aa.nkh milaanaa to suKHan mat karnaa
Tok dene se kahaanii kaa mazaa jaataa hai
Mohsin Asrar
Ghazal
har aadmii se tabii'at to mil nahii.n saktii
magar ye haath to phir bhii milaanaa pa.Dtaa hai
Mehshar Afridi
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
aa.nkh jalte hu.e lamho.n se milaanaa hogaa
dil me.n biitii hu.ii sadiyo.n kii halaavat hii sahii
Ameer Ahmad Khusro
Ghazal
bahaa.e ashk jo us ne ye ik bahaana thaa
ki KHuu.n-bahaa ko mire KHaak me.n milaanaa thaa
Natiq Lakhnavi
Ghazal
KHud se milne kii kabhii gaa.nv me.n fursat na milii
shahr aa.e hai.n yahaa.n milnaa-milaanaa kam hai