SEARCH RESULTS
Showing search results for "mohtaaj"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mohtaaj"
Nazm
shikwa
banda o saahab o mohtaaj o Ganii ek hu.e
terii sarkaar me.n pahu.nche to sabhii ek hu.e
Allama Iqbal
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Nazm
iltija-e-musafir
nazar hai abr-e-karam par daraKHt-e-sahraa huu.n
kiyaa KHudaa ne na mohtaaj-e-baaGbaa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
ek rah-guzar par
Garaz vo husn jo mohtaaj-e-vasf-o-naam nahii.n
vo hasan jis kaa tasavvur bashar kaa kaam nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
taqdiir ne kyaa qutub-e-falak mujh ko banaayaa
mohtaaj miraa paa.nv rahaa KHaana-e-zii.n kaa
Wajid Ali Shah Akhtar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mohtaaj"
Ghazal
merii ayyaar nigaaho.n se vafaa maa.ngtaa hai
vo bhii mohtaaj milaa vo bhii savaalii niklaa
Saqi Faruqi
Sher
uTh kar tire dar se kahii.n jaane ke nahii.n ham
mohtaaj kisii aur Thikaane ke nahii.n ham
Rasheed Rampuri
Ghazal
hai gardish-e-saaGar mirii taqdiir kaa chakkar
mohtaaj-e-tavaaf-e-dar-e-mai-KHaana nahii.n huu.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
merii ayyaar nigaaho.n se vafaa maa.ngtaa hai
vo bhii mohtaaj milaa vo bhii savaalii niklaa
Saqi Faruqi
Nazm
nashat-e-umid
tujh se hai mohtaaj kaa dil be-hiraas
tujh se hai biimaar ko jiine kii aas