SEARCH RESULTS
Showing search results for "mohtaaj"
Nazm MATCHES FOR "mohtaaj"
Nazm
shikwa
banda o saahab o mohtaaj o Ganii ek hu.e
terii sarkaar me.n pahu.nche to sabhii ek hu.e
Allama Iqbal
Nazm
iltija-e-musafir
nazar hai abr-e-karam par daraKHt-e-sahraa huu.n
kiyaa KHudaa ne na mohtaaj-e-baaGbaa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
ek rah-guzar par
Garaz vo husn jo mohtaaj-e-vasf-o-naam nahii.n
vo hasan jis kaa tasavvur bashar kaa kaam nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nashat-e-umid
tujh se hai mohtaaj kaa dil be-hiraas
tujh se hai biimaar ko jiine kii aas
Altaf Hussain Hali
Nazm
KHushamad
jo nahii.n karte vo rahte hai.n hamesha mohtaaj
haath aataa hai KHushaamad se makaa.n mulk aur taaj
Nazeer Akbarabadi
Nazm
raqib se!
tujh pe barsaa hai usii baam se mahtaab kaa nuur
jis me.n biitii hu.ii raato.n kii kasak baaqii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aawara
ik mahal kii aa.D se niklaa vo piilaa maahtaab
jaise mullaa kaa amaama jaise baniye kii kitaab
Asrarul Haq Majaz
Nazm
mere hamdam mere dost!
aamad-e-sub.h ke, mahtaab ke, sayyaaro.n ke giit
tujh se mai.n husn-o-mohabbat kii hikaayaat kahuu.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
daraKHt-e-zard
humuq kii abqariyyat aur safaahat ke tafakkur ne
hame.n taz.ii-e-mohlat ke liye akvaan baKHshe hai.n
Jaun Eliya
Nazm
is waqt to yun lagta hai
is vaqt to yuu.n lagtaa hai ab kuchh bhii nahii.n hai
mahtaab na suuraj, na a.ndheraa na saveraa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
etiraf
bint-e-mahtaab ho garduu.n se utar aa.ii ho
mujh se milne me.n ab andesha-e-rusvaa.ii hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
shaer-e-darmanda
KHasta-e-fikr-e-ma.aash
paara-e-naan-javii.n ke liye mohtaaj hai.n ham