SEARCH RESULTS
Showing search results for "shagufta"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shagufta"
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
tashbiih tire chehre ko kyaa duu.n gul-e-tar se
hotaa hai shagufta magar itnaa nahii.n hotaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
'siimaab' ko shagufta na dekhaa tamaam umr
kam-baKHt jab milaa hame.n Gam-aashnaa milaa
Seemab Akbarabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "shagufta"
Nazm
o des se aane wale bata
KHush-ra.ng shaguufe khilte hai.n
barsaatii havaa kii lahro.n se
Akhtar Shirani
Nazm
aadha kamra
us ne itnii kitaabe.n chaaT Daalii.n
ki us kii aurat ke pair kaaGaz kii tarah ho ga.e
Sara Shagufta
Sher
Farhat Ehsas
Ghazal
vo to andar kii udaasii ne bachaayaa varna
un kii marzii to yahii thii ki shagufta ho jaa.uu.n
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
jaan-e-bahaar tum ne vo kaa.nTe chubho.e hai.n
mai.n har gul-e-shagufta ko chhuune se Dar gayaa