SEARCH RESULTS
Showing search results for "shagufta"
Nazm MATCHES FOR "shagufta"
Nazm
iltija-e-musafir
shagufta ho ke kalii dil kii phuul ho jaa.e
ye iltijaa-e-musaafir qubuul ho jaa.e
Allama Iqbal
Nazm
o des se aane wale bata
KHush-ra.ng shaguufe khilte hai.n
barsaatii havaa kii lahro.n se
Akhtar Shirani
Nazm
aadha kamra
us ne itnii kitaabe.n chaaT Daalii.n
ki us kii aurat ke pair kaaGaz kii tarah ho ga.e
Sara Shagufta
Nazm
hinDola
shagufta rang tar-o-taaza ruup vaalo.n kaa
ki un kii aa.nch mirii haDDiyaa.n galaa degii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
chand ka qarz
hamaare aa.nsu.o.n kii aa.nkhe.n banaa.ii ga.ii.n
ham ne apne apne talaatum se rassa-kashii kii
Sara Shagufta
Nazm
phir sham hui
baaG-e-aalam ke taaza shagufta guluu
be-niyaazaana mahkaa karo KHush raho
Ibn e Insha
Nazm
raqib
ravish ke saath hii nanhe se ek paude ko
shagufta ho ke sa.nvarte nikharte dekhaa ho
Meeraji
Nazm
Khaali aaankhon ka makan
KHaalii aa.ankho.n kaa makaan mah.ngaa hai
mujhe miTTii kii lakiir ban jaane do
Sara Shagufta
Nazm
jahan zad
ye dekhaa hai mai.n ne
ki jab bhii dariicho.n me.n taaza shaguufa khulaa hai
Ishrat Afreen
Nazm
parinde ki aankh khul jati hai
kisii parinde kii raat pe.D par fa.Dfa.Daatii hai
raat pe.D aur parinda
Sara Shagufta
Nazm
sae ki KHamoshi
saa.e kii KHaamoshii sirf zamiin sahtii hai
khokhlaa pe.D nahii.n yaa khokhlii ha.nsii nahii.n
Sara Shagufta
Nazm
maut ki talashi mat lo
baadalo.n me.n hii merii to baarish mar ga.ii
abhii abhii bahut KHush libaas thaa vo
Sara Shagufta
Nazm
hawa jam-e-sehat tajwiz karti hai
aur harii shaaKHo.n pe naaranjii shaguufe muskuraate hai.n
mulaa.em sabz patto.n par pa.Dii shabnam
Parveen Shakir
Nazm
hum
yuu.nhii shaguufo.n ke paas baiThii raho
shu.aa.o.n ko aariz-o-lab se khelne do